Chandan Hai Is Desh Ki Mati Lyrics in Hindi
चंदन है इस देश की माटी,
तपोभूमि हर ग्राम है,
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ।
हर शरीर मंदिर सा पावन,
हर मानव उपकारी है,
जहॉं सिंह बन गये खिलौने,
गाय जहॉं मॉं प्यारी है ।
जहॉं सवेरा शंख बजाता,
लोरी गाती शाम है ।
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ।
जहॉं कर्म से भाग्य बदलता,
श्रम निष्ठा कल्याणी है,
त्याग और तप की गाथाऍं,
गाती कवि की वाणी है ।
ज्ञान जहॉं का गंगाजल सा,
निर्मल है अविराम है ।
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ।
जिस के सैनिक समरभूमि मे,
गाया करते गीता है,
जहॉं खेत मे हल के नीचे,
खेला करती सीता है ।
जीवन का आदर्श जहॉं पर,
परमेश्वर का धाम है ।
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ।
चंदन है इस देश की माटी,
तपोभूमि हर ग्राम है,
हर बाला देवी की प्रतिमा,
बच्चा बच्चा राम है ।
Ekla Cholo Re Lyrics in Hindi and English – एकला चलो रे Patriotic Song
Chandan Hai Is Desh Ki Mati Tapobhumi Har Gram Hai Lyrics in English
Chandan Hai Is Desh Ki Mati,
Tapobhumi Har Gram Hai,
Har Bala Devi Ki Pratima,
Bachcha Bachcha Ram Hai.
Har Sharir Mandir Sa Pavan,
Har Manav Upkari Hai,
Jahan Sinh Ban Gaye Khilaune,
Gay Jahon Mon Pyari Hai.
Jahon Savera Shankh Bajata,
Lori Gati Sham Hai.
Har Bala Devi Ki Pratima,
Bachcha Bachcha Ram Hai.
Jahan Karm Se Bhagya Badalta,
Shram Nishtha Kalyani Hai,
Tyag Aur Tap Ki Gathaain,
Gati Kavi Ki Vani Hai.
Gyan Jahon Ka Gangajal Sa,
Nirmal Hai Aviram Hai.
Har Bala Devi Ki Pratima,
Bachcha Bachcha Ram Hai.
Jis Ke Sainik Samarbhumi Me,
Gaya Karte Gita Hai,
Jahon Khet Me Hal Ke Niche,
Khela Karti Sita Hai.
Jeevan Ka Adarsh Jahon Par,
Parmeshwar Ka Dham Hai.
Har Bala Devi Ki Pratima,
Bachcha Bachcha Ram Hai.
Chandan Hai Is Desh Ki Mati,
Tapobhumi Har Gram Hai,
Har Bala Devi Ki Pratima,
Bachcha Bachcha Ram Hai.
Kadam Kadam Badhaye Ja Lyrics – कदम कदम बढ़ाये जा खुशी के गीत गाये जा